Toofaan

Toofaan

toofaa'n ke beecho'n -beech khada hu'n main.

har taraf waaqyat ka gardaa ud raha hai

kood jau n ??

ya ye mujhe banaega ya ye mujhe mitaega.

kood jau'n ??

banane vale ne yu'n banaya,

main kisi ke samajh na aaya

anant se aage tak jo phaela ho,

use bhala kaun mita paya

lo phir...


kood gaya

Comments

Popular posts from this blog

गए क्यूँ

दो फ़लसफ़ी

Side B